Roman script

dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 

dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 

maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha 

dil ki umange hai jawa aap bhi gaiye na 

dil ki umange hai jawa gaiye na 

kya mushkil hai sargam batau

pa ma pa dha pa ga sa pa 

dil ki umange hai jawa, gaiye 

dil ki umange hai jawa, bahut achchhe 

rang me dooba hai sama, waah waah waah 

dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 

maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha 

dil ki umange hai jawa

dil ki umange hai jawa aa ha ha ha ha ha ha 

gaaiye gaaiye gaaiye 

o ho ho ho ho ho ho, kya kahane 

sadiyo purani ye zamin hai aaj kitni hasin 

sadiyo purani ye zamin

sadiyo purani ye zamin hai aaj kitni hasin 

aata nahi hai yakin hota nahi hai bayaan 

dil ki umange hai jawa 

aap bhi gaaiye 

dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 

jiyo jiyo maine tumhe jeet liya 

oon hu, maine tumhe jeet liya haar ke dono jahan 

dil ki umange hai jawa 

bhige nazaro se kaho gati hawao se kaho 

bhige nazaro se kaho 

bhige nazaro se kaho gati hawao se kaho  

jati baharo se kaho ruk jaye aaj yaha 

dil ki umange hai jawa 

gaaiye na, kya maza aa raha hai

hoon hoon hoon 

dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 

maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha 

dil ki umange hai jawa 

bechain tanhaiya leti hai angadaiya 

bechain tanhaiya leti hai angadaiya 

halki si shehanaiya bajti hai jane kaha 

dil ki umange hai jawa gaaiye na ek baar aur 

dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 

maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha 

dil ki umange hai jawa

aaiye na aap bhi nachiye 

dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 

maine tumhe jeet liya

hu maine tumhe jeet liya haar ke dono jahan

Explore this song