Roman script

taro mai chamak phulo me rangat na rahegi

are kuch bhi na rahega agar mohabbat na rahegi

dil ki tanhai ko aawaz banaa lete hain 

dard jab haad se guzarta hai to gaa lete hain 

haan gaa lete hain, haan gaa lete hain

aapke shaher mein hum le ke wafa aaye hain 

mufilsi mein bhi ameeri ki adaa layein hain 

jo bhi bhaata hai, jo bhi bhaata hai

use apna banaa lete hai 

dard jab haad se guzarta hai to gaa lete hain  

dard jab haad se guzarta hai to gaa lete hain 

haan gaa lete hain, haan gaa lete hain

haye humein yoon dekhna 

aisa na ho, badnam ho jaayein 

ye mumkin hai, isi ka kal 

mohabbat ke naam ho jaaye

husn waalon mein ye mashoor hai aadat apni 

har kisi se kahan milti hai tabeeyat apni 

pyaar milta hai, pyaar milta hai jahan 

sar ko jhuka le te hain 

dard jab haad se guzarta hai to gaa lete hain 

dard jab haad se guzarta hai to gaa lete hain 

haan gaa lete hain, haan gaa lete hain

dil ki tanhai ko aawaz banaa lete hain 

dard jab haad se guzarta hai to gaa lete hain

Explore this song