Roman script

sun zara dil ki sun zara, sun zara dil ki sun zara 

ek pal pyar ka hai bahot hi bada

sun zara dil ki sun zara, sun zara dil ki sun zara 

dekha nahi kyun apna lage hai, kya jaane wo mujhse kahe hai

aawaz jo mujhe chhu gayi hai, meri ruh ko ek ishara kare hai

mere dholna mere dholna 

sun zara dil ki sun zara, sun zara dil ki sun zara 

ye pyar ka jo mausam hai aaya, dil ko mere ab koi bhaaya

jaise hawao mein khushboo ghuli ho, aise wo mujh mein aake samaya 

mere dholna mere sathiya

sun zara dil ki sun zara, sun zara dil ki sun zara 

ek pal pyar ka hai bahot hi bada

sun zara dil ki sun zara

Explore this song