Roman script

dil ki najar me, bhaye tum pal bhar me

yu laga jaise tum meri jaan ho 

dil ki najar me

sunlo jara meri saanso ki dhun

kehati hai kya meri har dhadkan

sunlo jara meri saanso ki dhun

kehati hai kya meri har dhadkan

abb sach kaho na tum ko bhi kuchh huwa

keh do na tum meri jaan ho

dil ki najar me

betabiya aur bechainiya, karati hai kyu abb gustakhiya

betabiya aur bechainiya, karati hai kyu abb gustakhiya

abb toh bata kya yahi pyar hai 

keh do na tum meri jaan ho

dil ki najar me bhaye tum pal bhar me

yu laga jaise tum meri jaan ho

kya yahi pyar hai, kya yahi pyar hai

Explore this song