Roman script

dil ki lagi jaban pe

dil ki lagi jaban pe

aaye to kya karun

aaye to kya karun

aur munh se kuch kaha bhi

na jaaye to kya karun

dil ki lagi jaban pe

tere siwa bata mera duniya me kaun hai

duniya me kaun hai

tere siwa bata mera duniya me kaun hai

duniya me kaun hai

jab tu hi dil ko thes

jab tu hi dil ko thes

lagaye to kya karun

aur munh se kuch kaha bhi

na jaaye to kya karun

dil ki lagi jaban pe

o mere dil ko todne waale jawaab de

ha jawaab de

o mere dil ko todne waale jawaab de

ha jawaab de

tere bagair chain na

tere bagair chain na

aaye to kya karun

aur munh se kuch kaha bhi

na jaaye to kya karun

dil ki lagi jaban pe

dil ki lagi jaban pe

aaye to kya karun

aaye to kya karun

aur munh se kuch kaha bhi

na jaaye to kya karun

aur munh se kuch kaha bhi

na jaaye to kya karun

dil ki lagi jaban pe

Explore this song