Roman script
dil ki kuchh baatein tum samajhe hi nahi - 2 duriya naapte baithe - 2, nazdikiya samajhe hi nahi dil ki kuchh baatein tum samajhe hi nahi dil ki kuchh baatein (tum rokna chaahate the woqt hame behana tha pasand mile nabh se yaari hamaari tere sapane aankhon mein band)- 2 tumhe laga raasta bhatak gaye hamein dhundani thi raahein nayi, samajhe nahi dil ki kuchh baatein tum samajhe hi nahi dil ki kuchh baatein (tum dhund rahe the hamaare nishaan, hum mitaate rahe puraane kadam hum behate rahe lehron ke sang, kinaare pe tum the akele sanam) - 2 haathon se mitti phisalane ka gum hum mitti se phir lenge janam, samajhe nahi dil ki kuchh baatein tum samajhe hi nahi - 2 duriya naapte baithe - 2, nazdikiya samajhe hi nahi dil ki kuchh baatein tum samajhe hi nahi dil ki kuchh baatein
Song details
- Singer: Vaishali Samant
- Film / album: Panga Naa Lo (2007)
- Composer: Rahul Ranade
- Lyricist: Amol Gupte
- Lyricist: Jeetendra Joshi
- Lyricist: Shrirang Godbole
- Actor: Om Puri
- Actor: Satish Shah
- Actor: Viju Khote
- Actor: Kunal Roy Kapoor
- Actor: Priyanka Yadav
- Actor: Supriya Pathak
- Actor: Navni Parihar
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Ravi Jhankal
- Actor: Zabyn Khan
- Actor: Jeetendra Joshi
Song video
lyricist: Amol Gupte, Jeetendra Joshi, Shrirang Godbole