Roman script

dil ki khamoshiyo se baat na kar

dil ki khamoshiyo se baat na kar

jindgi itne sawalaat na kar

dil ki khamoshiyo se baat na kar

dam ghuta jata hai in ghadiyo ka

dam ghuta jata hai in ghadiyo ka

beete lamho se mulakaat na kar

jindgi itne sawalaat na kar

dil ki khamoshiyo se baat na kar

aashiyana to hai tinka tinka

aashiyana to hai tinka tinka

ispe angaaro ki barsaat na kar

jindgi itne sawalaat na kar

dil ki khamoshiyo se baat na kar

fir kahin tis uthi seene me

fir kahin tis uthi seene me

dil ke jakhmo se koi baat na kar

jindgi itne sawalaat na kar

dil ki khamoshiyo se baat na kar

waqt muzrim hai, waqt muzrim hai

masiha ki tarah

isko sharminda-e-halaat na kar

jindgi itne sawalaat na kar

dil ki khamoshiyo se baat na kar

Explore this song