Roman script

ho zakham khate hai  tut jate hai,raho me pyar ki 

kitne kante hai kitne sadme hai, baho me yaar ki

zakham khate hai  tut jate hai, raho me pyar ki 

kitne kante hai kitne sadme hai, baho me yaar ki

jisne na apna jana hai, dil to usika diwana hai

jisne na apna jana hai, dil to usika diwana hai

kal tak chali thi wo sath mere

aaj bichhde to jana hai jana hai

dil ki itni kahani hai, dil ka itna fasana hai

dil ki itni kahani hai, dil ka itna fasana hai

jisne bhi dil ko lagaya hai, usne to dhokha hi khaya hai

jisne bhi dil ko lagaya hai, usne to dhokha hi khaya hai

kal tak nahi thi mujhko khabar

ye aaj maine ye jana hai jana hai

Explore this song