Roman script

Na tu bataye na main kahoon jo, tere-mere dil ki hai tamanna

Meri hai tamanna meri bann tu, mujhko bhi hai bas tera ban.na

Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani

Arey..! ho naa kyun hairani

Jo pyaas hai kyun peete nahin paani

Na tu bataye na main kahoon jo, tere-mere dil ki hai tamanna

Meri hai tamanna meri bann tu, mujhko bhi hai bas tera ban.na

Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani

Arey..! ho naa kyun hairani

Jo pyaas hai kyun peete nahin paani hmmm…

Hum jab mil gaye hain, phir kyun yeh faasle

Paas aake bhi hum kuch door se hain

Kyun jijke se hain dono

Kyun pitke se hain dono

Kya jaane hum kyun yun majboor se hain

Mere aankhon mein sitaare hain

Sharmeelay se ishaare hain

Inko zara tto dekho tum, inko tto samjho

Kyun ho gayi ho sharmeeli, jo hai baat dil ki rangeeli

Yeh sharm-warm tum chhodo, hum se tto keh do

Jo dhadkan mein, saanson mein ik raaz hai chhupa

Aa duniya se keh de hum, mere saathiya ooo..

Na tu bataye na main kahoon jo, tere-mere dil ki hai tamanna

Meri hai tamanna meri bann tu, mujhko bhi hai bas tera ban.na

Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani

Arey..! ho naa kyun hairani

Jo pyaas hai kyun peete nahin paani

Jab do dilon ka kehna hai, ab saath humko rehna hai

Jab dono dil dhadkte hain, tto kya hai mushqil

Bas itni si shikaayat hai, chup rehne ki jo aadat hai

Chhodo kabhi tto tum keh do, jo kehta hai dil

Jo dhadkan mein, saanson mein ik raaz hai chhupa

Aa duniya se keh de hum, mere saathiya oo.. oo..

Na tu bataye na main kahoon jo, tere-mere dil ki hai tamanna

Meri hai tamanna meri bann tu, mujhko bhi hai bas tera ban.na

Jaan ke hum anjaan hain kaisi hai yeh kahani

Arey..! ho naa kyun hairani

Jo pyaas hai kyun peete nahin paani ho o…

Hum jab mil gaye hain, phir kyun faasle hain

Paas aake bhi hum kuchh door se hain

Kyun jhijhke se hain dono

Kyun bidke se hain dono

Kya jaane hum kyun yun majboor se hain

Explore this song