Roman script

dil ki ghadi are ghadi ghadi na jane kare kyu tik tik tik

ek second me ek tik or kabhi ek se bhi adhik

had se badh jati hai ye dekhu jab koi beautiful chik

sun aye meri najani tu hai kitni dilnashi

dekha tujhko to haye dhadkane dil ki tham gayi

tune dekha jo mujhe tik tik dil ki badh gayi

maine samjha ke aaj bat apni to jam gayi

bholi najro ne magar kar diya mujhpe haye trick

dil ko ek footbal samjh kar tune di ek wonderful kick

dil ki ghadi are ghadi ghadi na jane kare kyu tik tik tik

dil ki ghadi are ghadi ghadi na jane kare kyu tik tik tik

halat dil ki hai buri haye karu mai kya jatan

jau doctor ke pas ya mai jau police station

dekho dil ki bat hai par sidhi si bat hai

kyu bat badhaye yar pyar ka dede oxizen

dekho chehra hai bhala dil bhi diwana hai tanik

hotho me kiss karde miss mausam bhi hai ye romantic

dil ki ghadi are ghadi ghadi na jane kare kyu tik tik tik

dil ki ghadi are ghadi ghadi na jane kare kyu tik tik tik

ek second me ek tik or kabhi ek se bhi adhik

had se badh jati hai ye dekhu jab koi beautiful chik

dil ki ghadi are ghadi ghadi na jane kare kyu tik tik tik

Explore this song