Roman script

dil ki duniya pe chha gaya koi 

mujhko apna bana gaya koi 

bana gaya koi 

dil ki duniya pe chha gaya koi 

mujhko apna bana gaya koi 

bana gaya koi 

maine na ab tak kuch bhi sikha tha

pyar karna sikha gaya koi

sikha gaya koi

dil ki duniya pe chha gaya koi 

mujhko apna bana gaya koi 

bana gaya koi 

mast aankho ke ek ishare se

aag dil me laga gaya koi

laga gaya koi

dil ki duniya pe chha gaya koi 

mujhko apna bana gaya koi 

bana gaya koi 

chain tab se hi ho gaya rukhsat

aankh jab se lada gaya koi

lada gaya koi

dil ki duniya pe chha gaya koi 

mujhko apna bana gaya koi 

bana gaya koi 

pyar me main to ho gayi pagal

mujhpe jadu chala gaya koi

chala gaya koi

dil ki duniya pe chha gaya koi 

mujhko apna bana gaya koi 

bana gaya koi

Explore this song