Roman script

dil ki duniya o dil ki duniya

hoye dil ki duniya

dil ki duniya ko barbad karke

wo chala wo chala jane wala

wo chala wo chala jane wala

dil ki duniya o dil ki duniya

dil ki basti ko ab kya karu mai

dil ki basti ko ab kya karu mai

kaun hai ab yaha aane wala

kaun hai ab yaha aane wala

dil ki duniya o dil ki duniya

dil ke badle diya gham kisi ne

maar dala hame aashiki ne

dil ke badle diya gham kisi ne

maar dala hame aashiki ne

chal diya chal diya

chal diya bewafa dil lagake

rah gaya dil pe itrane wala

dil ki duniya o dil ki duniya

khwab sab zindagi ke adhure

khwab sab zindagi ke adhure

kiske arman hote hai pure

kiske arman hote hai pure

khud bhi ek din tadapne lagega

khud bhi ek din tadapne lagega

hum garibo ko tadpane wale

dil ki duniya

hoye dil ki duniya

dil ki duniya ko barbad karke

wo chala wo chala jane wala

wo chala wo chala jane wala

dil ki duniya o dil ki duniya

Explore this song