Roman script

teri meri dil ki ye baate kuch aise hain 
khwabo me base, duniya ae jaise hain 
hole hole dil ki, kashis ye badhti jaaye 
jaise bina aag ke dhuye aansu laaye 
rishta ye kaisa apna 
jaise ek chhota sapna 
palko ka mahtaaz hain
kabhi dil ye rah na sake 
ab arjo se ye kah na sake 
ab dil ki bate, dil me samjh jaao 
aa bhi jaao, ab mere dil me 
tarsaao na, is tanhaai me 
dil ki baate, dil me samjh jaao 
is dil ka ab kya kahe 
ban chuka hain ye banjar jami 
o teri baarish hi kar sake 
is dil ki puri har kami 
kabse ye aankhe meri 
teri hi raah me thahari 
kasie tujhko bayaan kare 
kabhi dil ye rah na sake 
ab arjo se ye kah na sake 
ab dil ki bate, dil me samjh jaao 
aa bhi jaao, ab mere dil me 
tarsaao na, is tanhaai me 
dil ki baate, dil me samjh jaao

Song details

Song video

Watch on YouTube