Roman script
dil ki bate kabhi kabhi dil me kyu rah jati hai dil ki bate kabhi kabhi dil me kyu rah jati hai dil ki bate kabhi kabhi dil me kyu rah jati hai anjane me jindagi tanha kyu rah jati hai ye mohabbat samjh me na aaye, ye chahat hai kya chiz haye ye mohabbat samjh me na aaye, ye chahat hai kya chiz haye dil ki bate kabhi kabhi dil me kyu rah jati hai anjane me jindagi tanha kyu rah jati hai yaro mohabbat jo bhi karega, jaruri nahi hai ke aahe bharega kismat ke hatho har faisla hai,kisko pata hai kab kya milega jo takdir ka likha mane dil ko wahi lagaye ye sikayat samjh me na aaye, ye chahat hai kya chiz haye ye mohabbat samjh me na aaye, ye chahat hai kya chiz haye jise chahte the ja se bhi jyada, usine nibhaya na mohabbat ka wada kaise milegi mohabbat ko manjil, kuch or hai hamsafar ka irada jisse jisko pyar ho rabba kash use mil jaye ye ibadat samjh me na aaye, ye chahat hai kya chiz haye ye mohabbat samjh me na aaye, ye chahat hai kya chiz haye dil ki bate kabhi kabhi dil me kyu rah jati hai anjane me jindagi tanha kyu rah jati hai ye mohabbat samjh me na aaye, ye chahat hai kya chiz haye
Song details
- Singer: Babul Supriyo
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Film / album: Chaahat- Ek Nasha (2005)
- Composer: Anand Raj Anand
- Lyricist: Praveen Bharadwaj
- Actor: Manisha Koirala
- Actor: Sharad Kapoor
- Actor: Aryan Vaid
- Actor: Preeti Jhangiani
- Actor: Govind Namdeo
- Actor: Sayaji Shinde
- Actor: Brijesh Tiwari
Song video
singer: Babul Supriyo, Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan