Roman script

kahun ya dil ki baat sunu
rasm-e-duniya ko main dekhun ya dil ki baat sunu
chodd dun main iss zamaane ko 
chodd dun main iss zamaane ko
ya bata de main tere saath chalun
rasam-e-duniya ko main dekhun ya dil ki baat sunu
pajeb jo pihna de ghungaroo ko tod dun main
pajeb jo pihna de ghungaroo ko tod dun main
bas kar teri nazar mein duniya ko chodd dun main 
tere kadmon mein dil nisaar karun 
chodd dun main iss zamaane ko 
chodd dun main iss zamaane ko 
ya bata de main tere saath chalun
rasam-e-duniya ko main dekhun ya dil ki baat sunu
daag-e-dil kise dikhaun haal-e-dil kise sunaun
daag-e-dil kise dikhaun haal-e-dil kise sunaun
majbooriyan ye apni tum se main kya chhupaun
apni hi aag mein din raat jalun
chhod dun main iss zamaane ko chhod dun main iss zamaane ko 
ya bata de main tere saath chalun
rasam-e-duniya ko main dekhun ya dil ki baat sunu
jiss lamha hum mile the usko main dun duaae
jiss lamha hum mile the usko main dun duaae
tab se rahi tammanna tum saamne phir aaye
bas chale to main dil ko chaaku karun 
chhod dun main iss zamaane ko chhod dun main iss zamaane ko 
ya bata de main tere saath chalun
rasam-e-duniya ko main dekhun ya dil ki baat sunu

Song details

lyricist: Abid Shah, Malik Anwar