Roman script

dil ki bat dil jane kab ruthe kab mane
dil ki bat dil jane kab ruthe kab mane
pyar huya kaise huya kya jane diwane 
ek ladka ek ladki ho rahi mastane
ek ladka ek ladki ho rahi mastane  
dil ki bat dil jane kab ruthe kab mane
pyar huya kaise huya kya jane diwane 
ek ladka ek ladki ho rahi mastane
ek ladka ek ladki ho rahi mastane  
dil ki bat dil jane kab ruthe kab mane
suno hum mile kaha
ghar the zuda par rasta to ek tha
milte the aksar hum aate jate 
ek din huya yu barsat me tum
bhige khade the tan ko churake phir kya huya 
phir hum bhi forhan hi pal 
bhar me tum tak ja pahunche 
aur simte chhatri me hum dono
yaha tak aa pahunche really
ha ji sanam yu huye hum ek dusre ke diwane
ek ladka ek ladki ho rahi mastane
ek ladka ek ladki ho rahi mastane  
dil ki bat dil jane kab ruthe kab mane
tum aur mai kuch samjh me nahi aata
yaad karo na disco ki wo sham
baithe the hum tum bharke gulabi
kuch to jawani ka bhi nasha tha
upar se botal ne ki kharabi
kharabi what kharabi aur hum tum ho gaye hum  
tum phir kho gaye kaise aaye aise janeman 
itne me phir jane kab kaise
ek ho gaye do badan oh no
ha ji sanam yu huye hum ek dusre ke diwane
ek ladka ek ladki do rahi mastane
ek ladka ek ladki do rahi mastane  
dil ki bat dil jane kab ruthe kab mane
dil ki bat dil jane kab ruthe kab mane
pyar huya kaise huya kya jane diwane 
ek ladka ek ladki do rahi mastane
ek ladka ek ladki do rahi mastane  
ek ladka ek ladki do rahi mastane
ek ladka ek ladki do rahi mastane  
ek ladka ek ladki do rahi mastane
ek ladka ek ladki do rahi mastane

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Neelam Kothari, Udit Narayan

actor: Salman Khan, Neelam Kothari