Roman script

dil ki aawaz tum 
mera kal aur aaj tum
mere hum khayal tum
zindagi ka saaz tum 
dil ki aawaz tum 
mera kal aur aaj tum
mere hum khayal tum
zindagi ka saaz tum 
meri aarzu ho tum
meri justju ho tum
meri aabru ho tum
mere rubru ho tum 
dil ki aawaz tum 
ho hatho ki lakiro me
meri tadbiro me
mohabbat ki raaho me
tumhara hi naam hai
ha nazaro ka naaz tum
gulo ka gulab tum
mausame hizab tum
aarzuye khaab tum
dil ki lagi ho tum
har ek khushi ho tum
mera ho mukaddar  tum
meri tisnagi ho tum
dil ki lagi ho tum
har ek khushi ho tum
mera ho mukaddar tum
meri tisnagi ho tum
dil ki aawaz tum 
mera kal aur aaj tum
mere hum khayal tum
zindagi ka saaz tum 
dil ki aawaz tum 
meri tanhai me, mausam-e-judai me
yaad teri aaye jo aansu sang laye wo
tutta kahar hai, aatho pahar hai
aisi ye shab hai kaisi sahar hai
maushki ka raaz tum
zindagi ka saaz tum
bite kal ka aaj tum
mere hum khayal tum
maushki ka raaz tum
zindagi ka saaz tum
bite kal ka aaj tum
mere hum khayal tum
dil ki aawaz tum 
mera kal aur aaj tum
mere hum khayal tum
zindagi ka saaz tum 
dil ki aawaz tum

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shoma Bannerjee, Javed Ali