Roman script

dil kho gaya kya ho gaya

dil kho gaya kya ho gaya

mera dil kahi se la do sanam la do, sanam la do

dil kho gaya kya ho gaya

dil kho gaya kya ho gaya

mera dil kahi se la do sanam la do, sanam la do

kyun pyar kiya kyun dil diya

kyun pyar kiya kyun dil diya

abb dil kaha se la du sanam la du, sanam la du

o dil kho gaya

pyar kiya nahi maine soch samjhake

ho gaya jane kaise tumse mil ke

pyar kiya nahi maine soch samjhake

ho gaya jane kaise tumse mil ke

mera chain gaya kya ho gaya

mera chain gaya kya ho gaya

mera chain kahi se la do sanam la do, sanam la do

kyun pyar kiya kyun dil diya

kyun pyar kiya kyun dil diya

abb dil kaha se la du sanam la du, sanam la du

o dil kho gaya

vaise toh tere jaisa mera bhi hal hai

pyar bhi kaise kaise karta kamal hai

vaise toh tere jaisa mera bhi hal hai

pyar bhi kaise kaise karta kamal hai

mera hosh gaya kya ho gaya

mera hosh gaya kya ho gaya

mera hosh kahi se la do sanam la do, sanam la do

dil kho gaya kya ho gaya

dil kho gaya kya ho gaya

mera dil kahi se la do sanam la do, sanam la do

kyun pyar kiya kyun dil diya

kyun pyar kiya kyun dil diya

abb dil kaha se la du sanam la du, sanam la du

o dil kho gaya, kyun pyar kiya

o dil kho gaya, kyun pyar kiya

Explore this song