Roman script

dil kho gaya hain mera jane kaha
dil kho gaya hain mera jane kaha 
jisne liya ho mujhe lauta de 
jisne liya ho mujhe lauta de 
hay mera dil 
dil kho gaya hain mera jane kaha 
jisne liya ho mujhe lauta de 
hay mera dil 
mera husn fire bechain, ishq ka mara 
liya jisne lut mere dil ko 
wahi hain mera pyara 
mera husn fire bechain, ishq ka mara 
liya jisne lut mere dil ko 
wahi hain mera pyara 
nazaro ka jaal diya mujhpe daal 
liya hain nikal mera dil 
nazaro ka  jaal diya mujhpe daal 
liya hain nikal mera dil 
hay mera dil 
dil kho gaya hain mera jane kaha 
jisne liya ho mujhe lauta de 
hay mera dil 
ya to mujhe apni baho me lele 
ya to mujhe fir se dil mera dede 
ya to mujhe apani baaho me lele 
ya to mujhe fir se dil mera dede
dil ko churake na aankhe chura 
main hu naajnin kamshin hasin 
lungi tujhse chhin tera dil 
main hu naajnin kamshin hasin 
lungi tujhse chhin tera dil 
hay mera dil 
dil kho gaya hain mera jane kaha 
jisne liya ho mujhe lauta de 
hay mera dil

Song details

Song video

Watch on YouTube