Roman script

dil kha kar chot judai ki

dil kha kar chot judai ki

kuch kar na saka kuch ho gaya

kuch sahte sahte sah bhi gaya

kuch sahte sahte dar bhi gaya

dil kha kar chot judai ki

jab unke dar se kuch na mila

daman mein aansu girne lage

jab unke dar se kuch na mila

daman mein aansu girne lage

ye daman aisa daman hai

ye daman aisa daman hai

khaili bhi raha aur bhar bhi gaya

dil kha kar chot judai ki

duniya wale kyu jalte hai 

is jalte huye parwane se

duniya wale kyu jalte hai 

is jalte huye parwane se

ek rat wi paida bhi hua

ek rat wi paida bhi hua

aashik bhi hua aur mar bhi gaya

dil kha kar chot judai ki

Explore this song