Roman script
dil kehta hai chal unse mil uthte hai kadam, ruk jate hai dil hamko kabhi samjhata hai ham dil ko kabhi samjhate hai dil kehta hai chal unse mil uthte hai kadam, ruk jate hai dil hamko kabhi samjhata hai ham dil ko kabhi samjhate hai ham jab se hai juda ae mere hamnashi yu dekho to mere daman me kya nahi daulat ka chand hai shohrat ki chandni magar tumhe khoke lage hai mujhe aisa ke tum nahi to kuchh bhi nahi tum kya jano ab ham kitna dil hi dil me pachhtate hai dil hamko kabhi samjhata hai, ham dil ko kabhi samjhate hai wo din the kya hasi dono the sath me aur baahe aap ki thi mere hath me tum hi tum the sanam mere din raat me par itni bulandi pe tum ho meri jaan aaye naa daman ab hath me pana tumko mumkin hi nahi soche bhi to ham ghabrate hai dil hamko kabhi samjhata hai ham dil ko kabhi samjhate hai dil kehta hai chal unse mil uthte hai kadam, ruk jate hai dil kehta hai chal unse mil uthte hai kadam, ruk jate hai uthte hai kadam, ruk jate hai
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Akele Hum Akele Tum (1995)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Aamir Khan
- Actor: Manisha Koirala
- Actor: Master Adil
- Actor: Deven Verma
- Actor: Tanvi Azmi
- Actor: Rohini Hattangadi
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Anjan Srivastava
- Actor: Rakesh Roshan
- Actor: Shafi Inamdaar
- Actor: Satish Shah
- Actor: Harish Patel
- Actor: Navneet Nishan
- Actor: Neeraj Vora
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Shashi Kiran
- Actor: Suresh Bhagwat
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Hiralal
- Actor: Ayesha Jhulka
- Actor: Viju Khote
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Anant Mahadevan
Song video
singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu
actor: Aamir Khan, Manisha Koirala