Roman script

na jane kaise lagta hain aise

tumhaara hain intejaar

dil ki ye dhadkan, saanso ki sargam

hai kehane ko bekaraar, tumhaare rahenge ham

tumhaare hain ham

ye dil jo badla, duniya bhi badali

kya hota yahi hain pyaar

dil ki gali se bach ke gujarna

yaha tute hain dil hajaar

ek din kahoge tum, tumhaare hain ham

Explore this song