Roman script

dil ke sannate khol kabhee 
dil ke sannate khol kabhee
tanhayee too bhee bol kabhee 
tanhayee too bhee bol kabhee
parchhayiya chunta rehta hai
kyun rishte bunta rehta hai 
kyun rishte bunta rehta hai 
o in wado ke pichhe koyee nahee 
kyun vade sunta rehta hai
dil ke sannate khol kabhee 
dil ke sannate khol kabhee
tanhayee too bhee bol kabhee 
bujh jayegee saree aawaje
yade yade reh jayegee 
o tasvire bachegee aankho me 
aur bate sab keh jayegee
dil ke sannate khol kabhee 
dil ke sannate khol kabhee
tanhayee tu bhee bol kabhee 
tanhayee tu bhee bol kabhee

Song details

Song video

Watch on YouTube