Roman script

dil ke chaman mein aa hi gayi jhum kar bahar

ab tum meri bano na bano

tum ko istihar takdeer ne to mujhko

takdeer ne to mujhko tumhara bana diya 

takdeer ne to mujhko tumhara bana diya

ulfat hamare dil se jatao na is tarah

aankho mein aankhe daal ke gaao na is tarh

dil ki lagi ko tumne dil ki lagi ko tumne

tamasha bana diya dil ki lagi ko tumne

tamasha bana diya

ghar ki hamri shamma bhi tum

roshani bhi tum gulshan bhi tum

bahar bhi tum jindagi bhi tum

hamko duaaye do tumhe kya kya bana diya

hamko duaaye do tumhe kya kya bana diya

hamko duaaye do tumhe kya kya bana diya

hamko duaaye do tumhe kya kya bana diya

hota nahi kisi ko mohabbat pe ishthihar

kisi deep ka gunah kiya majnu to ishtihar

inhe laila bana diya majnu to ishtihar

inhe laila bana diya

takdeer ne to mujhko tumhara bana diya 

takdeer ne to mujhko tumhara bana diya

Explore this song