Roman script

dil ke mere arma tarse re ab nahi rahta dil ye bas me re

dil ke mere arma tarse re ab nahi rahta dil ye bas me re

dilbar jani dil ye pukare aaja aaja, aaja, aaja, aaja, aaja, aaja

aa dil me sama ja re dilbar jani dil ye pukare aaja 

aaja, aaja, aaja, aaja, aaja, aaja aa dil me sama ja re

dil ke mere arma tarse re ab nahi rahta dil ye bas me re

tum jo mere sath ho to sanam mehandi ye gahari rachegi

tere mere pyar ki janejaa duniya yahi par basegi

aanch aanch ye kya, aanch huyi sona

teri chahat ka hai jadu tona ab nahi tadpana dur nahi jana

aur kahu mai kya oo jane jana aa mera sansar basa de, aaja 

aaja, aaja, aaja, aaja, aaja, aaja aa dil me sama ja re

dilbar jani dil ye pukare aaja aaja, aaja, aaja, aaja, aaja, aaja

aa dil me sama ja re

tere liye itna tadpa hu mai tu meri banke rahegi

sanso me mere basi tu hi tu tu mere dil me rahegi

ye teri julfe kajrari aankhe phul badan chehara mehki si sanse

dekha hai jab se tab se hu diwana

hosh nahi mujhko oo jane jana

yaar mera ye pyar pukare aaja aaja, aaja, aaja, aaja, aaja

aa dil me sama ja re yaar mera ye pyar pukare aaja

aaja, aaja, aaja, aaja, aaja aa dil me sama ja re

Explore this song