Roman script

dil ke afasaane nigaaho ki zubaa tak pahunche
dil ke afasaane nigaaho ki zubaa tak pahunche
baat chal nikli hai baat chal nikli hai
ab dekhe kahaan tak pahunche
dil ke afasaane nigaaho ki zubaa tak pahunche
dil ke afasaane 
sehme sehme hue jazabaat ne agadaai li
sehme sehme hue jazabaat ne agadaai li
soye soye hue nagamaat ne agadaai li
khud se sharamaaye hue unke jahaa tak pahunche
baat chal nikali hai ab dekhe kahaan tak pahunche
dil ke afasaane nigaaho ki zubaa tak pahunche
dil ke afasaane 
jinki aankho ne kayi baar kiye ham se savaal
jinki aankho ne kayi baar kiye ham se savaal
unki yaado se  mahkane lagi viraan khayaal
leke daaman me bahaare vo khizaa tak pahunche
dil ke afasaane nigaaho ki zubaa tak pahunche
baat chal nikli hai baat chal nikli hai
ab dekhe kahaan tak pahunche
dil ke afasaane nigaaho ki zubaa tak pahunche
dil ke afasaane

Song details

Song video

Watch on YouTube