Roman script

Neend gayi chain gaya

Saawan bin rain gaya

Main jaanu kya hai ye raaz

Main naate tod aaya

Yaar kahin chhod aaya

Bin sargam jaise hon saaz

Neend gayi chain gaya

Saawan bin rain gaya

Main jaanu kya hai ye raaz

Par dil kare to kya kare

Par dil kare to kya (x2)

Mere dil ki raahein

Yun gumsum veeraan hain

Jaise hon ye bhi naaraaz

Dil unko yaad kare

Raatein barbaad kare

Par keh na paaye ye raaz

Mann kare bhulaa dun gile

Na rahein shiqve gile

Tujh ko doon aise aawaaz

Par dil karay to kya karay

Par dil karay to kya (x2)

Thay jin se dil ke waaste

Kyun ban gaye wo faasley

Par dil kare to kya kare

Par dil kare to kya (x3)

Explore this song