Roman script

ho dil kahu ko devna

hay ho dil kahu ko devna aankh karo na char

are mehnaga soda pyar ka karlo soch vichar

hui maar gayo re hay maar gayo re more dil pe katari

hay maar gayi re

julm kare re gori ankhiya tihari julm kare re

ek pardeshi se lage hai naina hoy lage hai naina

raat nahi nindiya ho din nahi chaina ho din nahi chaina

piya piya bole piya piya bole 

more dil ki ye maina more dil ki ye maina 

ke bhul nahi re ke bhul nahi re 

ye suratiya pyari pyari ke bhul nahi re

julm kare re gori ankhiya tihari julm kare re

o aankho ki barchi aankho ki barchi ho dil ka nashana

o dil ka nashana

machuo ki chori se dil na lagana

aji dil na lagana hay dil na lagana

hogi badnami, hogi badnami hasega jamana hasega jamana

hay dekh rahi re hay dekh rahi re

or nagariya ye sari hay dekh rahi re

hoy maar gayo re more dil pe katari maar gayi re

dil ko laga ke batao kya paya batao kya paya

dil todna tha to dil kyu lagaya to dil kyu lagaya

jhuthi kasam kha ke jhuthi kasam kha ke

mujhko lubaya aji mujhko lubaye

sataye mati re sharmaye mati re

haye sataye mati re toke kasam hai hamari sataye mati re

haye julm kare re gori ankhiya tihari julm kare re

hoy maar gayo re more dil pe katari haye maar gayi re

Explore this song