Roman script

dil kahe chhu lu mai udke ye badal

sab mumkin lage hai ab to mujhe

dekho to ye sare nazare mere sath chal rahe

dil kahe chhu lu mai udke ye badal

sab mumkin lage hai ab toh mujhe

yun achanak hame jane kya huwa hai

kuch samajh na sake jane kya wajah hai

yun achanak hame jane kya huwa hai

kuch samajh na sake jane kya wajah hai

aa gaye hum kaha kya wahi hai jaha

ab to sitare ye sare meri bat kar rahe

dil kahe chhu lu mai udke ye badal

sab mumkin lage hai ab to mujhe

ga raha aasma jhume ye zamin hai

jindagi ka safar kitna hasi hai

ga raha aasma jhume ye zamin hai

jindagi ka safar kitna hasi hai

ye nayi bat hai har khushi sath hai

ab to mere hi tarane bhawre gun guna rahe

dil kahe chhu lu mai udke ye badal

sab mumkin lage hai ab to mujhe

dekho to ye sare nazare mere sath chal rahe

dil kahe chhu lu mai udke ye badal

Explore this song