Roman script

halke se yu beh raha resha ho jaise ruyi ka 
udta hai dekho kahi aasma pe dil kagzi mera 
muththi me bhar bhar ke chini ke daane jaise hawa me khule 
ho taaro se khechi hai roshan sitare raaho me mere chale 
halke se yu beh raha resha ho jaise ruyi ka
udta hai dekho kahi aasmape dil kagzi mera 
kholi chanda ne chhatri paido ke pichhe kahi 
ham tum chhupke se jake baithenge niche kahi 
chain fuko se dhup udaake ham thodasa tin churake 
aadha tu aadha main kaid karke rakhle hissa ho jaise khushika 
halke se yu beh raha resha ho jaise ruyi ka 
udta hai dekho kahi aasma pe dil kagzi mera 
dil kagzi mera dil kagzi mera

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Divya Dutta, Taaha Shah, Riya Vij, Jayati Mod