Roman script

dil kaa aawarapan

ye ajab si lagan

leke jaaye na jaane kaha

uski pehli najar

kar gyi kya asar

usko hi kyu mai dekhu janha

dil ka aawarapan

ye ajab si lagan

yun hi kabhi paas aa jaati 

mai kuchh kahun to sharmati hai

yun hi kabhi paas aa jaati 

mai kuchh kahun to sharmati hai

har ang uska mehkata hai

ye dil to dil hai behkata

ye dil to dil hai behkata

phir yaad wo aa gyi

yun bekhudi chha gyi

jaan lene laga ye sama

uski pehli najar

kar gyi kya asar

aawara kehta tha mujhe ye jaha

jis din se paaya jaanam

tujhe mehrabaan aabad hone lagi

suni si ye jindgi karne laga

pyaar mei karne laga aashki

mere dil ne pukara

aawara, aawara, aawara

ye jeewan pyaar se bhar do tum 

bs itna kar do tum

mit jaaye dil se tanhaiya

mehkado aaj tamnna ye 

mehkado khwabo ko 

chaht ke deke ranginiya

ye jeewan pyaar se bhar do tum

bs itna kar do tum

mujhe pyaar hai, pyaar hai sirf tumse

meri jaane bahar hai sirf tumse

meri jindgi guljaar hai sirf tumse

mera aaj ikrar hai sirf tumse

jaanam n jaana chhorkar mujhe kabhi

jaanam n jaana chhorkar mujhe kabhi

jaanam n jaana chhorkar mujhe kabhi

jaanam n jaana chhorkar mujhe kabhi

jaanam aoho jaanam

Explore this song