Roman script

dil ka pahle pahal chot khana

haay bhula nahi mujhko yaad hai

haay mujhko yaad hai

dil ka pahle pahal chot khana

haay bhula nahi mujhko yaad hai

haay mujhko yaad hai

meri duniya ka ekdum badalna

meri duniya ka ekdum badalna

meri aankho me aansu machalna

meri aankho me aansu machalna

aur tera dekh kar muskurana

mujhko yaad hai

haay bhula nahi mujhko yaad hai

haay mujhko yaad hai

dil ka pahle pahal chot khana

haay bhula nahi mujhko yaad hai

haay mujhko yaad hai

kabhi mujhse mohabbat ki baatein

kabhi mujhse mohabbat ki baatein

kabhi mujhse hi ladne ki ghaate

kabhi mujhse hi ladne ki ghaate

kabhi manna kabhi ruth jana

haay mujhko yaad hai

haay bhula nahi mujhko yaad hai

haay mujhko yaad hai

dil ka pahle pahal chot khana

haay bhula nahi mujhko yaad hai

haay mujhko yaad hai

tera hardam mere paas aana

tera hardam mere paas aana

aankho aankho me sab kuch sunana

aankho aankho me sab kuch sunana

aur nigaaho me jaadu jagana

haay mujhko yaad hai

haay bhula nahi mujhko yaad hai

haay mujhko yaad hai

dil ka pahle pahal chot khana

haay bhula nahi mujhko yaad hai

haay mujhko yaad hai

Explore this song