Roman script

dil ka ladakpan shuru ho gaya 

dil ka ladakpan shuru ho gaya 

gaya mera bachpan, gaya mera bachpan

dil ka ladakpan shuru ho gaya 

dil ka ladakpan shuru ho gaya 

wo masum risthe sabhi tod ke

meri zindagi ka ye rukh mod ke

kahan kho gaya bewafa bachpana

mujhe is ajab mod pe chhod ke

dil ka ladakpan shuru ho gaya 

dil ka ladakpan shuru ho gaya 

gaya mera bachpan, gaya mera bachpan

dil ka ladakpan shuru ho gaya 

dil ka ladakpan shuru ho gaya 

hawao ko ye chhed sujhi hai kya

ye rokti hai mera raasta

shrarat ye phulo ne sikhi kahan

ye kyu tham lete hai aanchal mera

dil ka ladakpan shuru ho gaya 

dil ka ladakpan shuru ho gaya 

gaya mera bachpan, gaya mera bachpan

dil ka ladakpan shuru ho gaya 

dil ka ladakpan shuru ho gaya

Explore this song