Roman script

apna tumhe banaya hai kuch bhi nahi chupaya hai

hamne tumse apne dil ka har kissa kah dala

dil ka hal sune dil wala dil ka hal sune dil wala

dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala

dil ka hal sune dilwala

yar bina sab suna suna pyar bina sab khali

tum aa jate ho to jhum uthi hai dali dali

tumko paya badi muskil se na khone dunga

mai kisi or ka tumko nahi hone dunga

yar bina sab suna suna pyar bina sab khali

tum aa jate ho to  jhum uthi hai dali dali

mere chehre par bhi dalo najre chahat wali

tum bhi mujhko dil de dalo mai bhi hu chahne wala

dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala

dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala

ishk na ho to is dunia me jina hai bekar

jab aankho ke jam na ho to peena hai bekar

hamne hamare ishk ka izhar yu kiya

hamne hamare ishk ka izhar yu kiya

phulo se tera nam pathro pe likh diya

ishk na ho to is dunia me jeena hai bekar

jab aankho ke jam na ho to peena hai bekar

chanda jaise mukhde ko aayina hai bekar

tumkko dekhu to aankho me ho jaye ujala

dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala

dil ka hal sune dilwala dil ka hal sune dilwala

Explore this song