Roman script

dil kaa guldasta baaho kaa haar

saath me isake bahut sa pyaar 

saath me isake bahut sa pyaar

lekar aaya sarkaar kar lijiye swikaar 

lekar aaya sarkaar kar lijiye swikaar

ho ho hamane kiya swikaar mere yaar mere yaar 

thande mausam me aag ye kaisee lagee haay

kaise mod pe aa gayee jindagee achha

bin piye aaj yeh kya hamako ho gaya ho ho

pyaar kaa har taraf chhaane laga hai nasha maar daala

chhaane laga hai nasha chhaane laga hai nasha

dil kaa guldasta lekar aaya sarkaar

ha ha kar toh liya swikaar

khoye ham rahe inn gori-gori banhon me

reshami julf kee pyari-pyari chhanv me

gam bhee koyee aane naa payega jahan

pyaar kee bastiyan ham basayenge vahan 

pyaar kee bastiyan ham basayenge vahan

pyaar kee bastiyan ham basayenge vahan

are dil kaa guladasta

Explore this song