Roman script

ha shama jo jalti hai parwane aa hi jate hai 

hum apni aag me khud ko jalaye jate hai   

dil ka fasana koi na jana dil ka fasana koi na jana

apni khushi me yaha jhume zamana

apni khushi me yaha jhume zamana

dil ka fasana koi na jana

thandi hawaye hawaye thandi hawaye aag lagaye

dil ka tadpna tadpna dil ka tadpna kisko dikhaye 

dard purana koi bhi na jana  

apni khushi me yaha jhume zamana

dil ka fasana koi na jana

dil ka fasana fasana dil ka fasana

o ho humne chakaur bankar har anjuman me dhunda

humne gubara bankar har ek ban me dhunda  

apne watan se bahar apne watan me dhunda

dil ne kaha hai kaha hai dil ne kaha hai dilbar yaha hai  

tu hi bata de bata de tu hi bata de aakhir kaha hai  

raaz suhana koi bhi na jana

apni khushi me yaha jhume zamana

dil ka fasana koi na jana

dil ka fasana fasana dil ka fasana

tum jisko dhundte ho use dhundte hai hum

jane kaha gaya meri mehfil ka wo sanam

dono jaha me dhund chuke aapki kasam 

birha ki mari mari birha ki mari mai kya batau

duniya tumhari tumhari duniya tumhari mai kya batau 

pyar nibhana koi bhi na jane 

apni khushi me yaha jhume zamana

dil ka fasana koi na jana 

dil ka fasana fasana dil ka fasana

Explore this song