Roman script
dil ke saude me farishte bhi gunehgar bane sej ke naam pe jinke liye manjar bane dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi jo jaan apne yar ko najrana likh gayi jo jaan apne yar ko najrana likh gayi aur khun se wafao ka afsana likh gayi ulfat ki bazi jeet ke bhi haar kha gayi dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi yu to ye us kaniz ka manjar hai jarur hai dafan magar isme shahenshaho ka garur muglo ka har garur ye diwar kha gayi diwar kha gayi dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi us gulbadan ko waqt ki diwar kha gayi dil ka fareb jab koi gulnar kha gayi
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Aashiana (1986)
- Composer: Jagjit Singh
- Lyricist: Madan Pal
- Lyricist: Nandi Khanna
- Lyricist: Kulwant Jani
- Actor: Marc Zuber
- Actor: Deepti Naval
- Actor: Soni Razdan
- Actor: Gulshan Grover
Song video
lyricist: Madan Pal, Nandi Khanna, Kulwant Jani