Roman script

dil ka deeya jalaya

maine dil ka deeya jalaya

dil ka deeya jalaya

maine dil ka deeya jalaya

tujh ko kahi na paya

tujh ko kahi na paya

dil ka deeya jalaya

dil ka deeya jalaya

maine dil ka deeya jalaya

kahi na bahla dil bechara

kahi mila na mujhko sahara

kahi na bahla dil bechara

kahi mila na mujhko sahara

aas ke taare dube sare 

ghor andhera chhaya

tujh ko kahi na paya

dil ka deeya jalaya

maine dil ka deeya jalaya

beet gaya hai ek jamana

kahi mila na tera thikana

beet gaya hai ek jamana

kahi mila na tera thikana

tak tak haare nain bechare

kuchh bhi najar na aaya

tujh ko kahi na paya

dil ka deeya jalaya

maine dil ka deeya jalaya

tujh ko kahi na paya

tujh ko kahi na paya

tujh ko kahi na paya

tujh ko kahi na paya

tujh ko kahi na paya

dil ka deeya jalaya

dil ka deeya jalaya

maine dil ka deeya bujhaya

Explore this song