Roman script

dil ka bhanwar kare pukar

pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re

dil ka bhanwar kare pukar

pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re

phul tum gulaab ka, kya jawab aapka 

jo ada hai woh bahar hai

aaj dil ki bekahi, aa gayi juban par

baat yeh hai tumse pyaar hai

dil tumhi ko diya re pyar ka rag suno re 

dil ka bhanwar kare pukar

pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re

chahe tum mitana par na tum girana

aansu ki tarah nigah se

pyaar ki unchayi ishk ki gehrayi

puchh lo hamari aah se

aasman chhu liya re, pyaar kaa rag suno re

dil ka bhanwar kare pukar

pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re

iss hasin par pe ham na baithe haar ke 

saya banke saath ham chale

aaj mere sung too jhume dil ki aaraju

tujhase meri aankh jab mile

jane kya kar diya re, pyaar ka raag suno re

dil ka bhanwar kare pukar

pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re

aap ka ye aanchal, pyar ka ye badal 

fir hame jami pe le chala

ab to hath tham lo, ek najar ka jam do 

ek naye safar ka vasta

tum mere sakiya re pyaar ka raag suno re

dil ka bhanwar kare pukar

pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re

Explore this song