Roman script

dil ka aawarapan ye ajab si lagan

leke jaye na jane kahan

uski pehli nazar kar gayi kya asar

usko dekhu main dekhu jahan

dil ka aawarapan ye ajab si lagan

kaise kahu kitni chanchal hai wo

mere hi jaisi pagal hai wo

kaise kahu kitni chanchal hai wo

mere hi jaisi pagal hai wo

jaadu chalake adaaon se

khushboo lutake nigahon se 

khushboo lutake nigahon se

wo chhup gayi hai kidhar 

main to shaam-o-saher

usko dhundhu yahan se wahan

uski pehli nazar kar gayi kya asar

usko dekhu main dekhu jahan

dil ka aawarapan ye ajab si lagan

yuhi kabhi paas aa jaati hai

main kuch kahoon to sharmati hai

yuhi kabhi paas aa jaati hai

main kuch kahoon to sharmati hai

har ang uska mahekta hai

ye dil to dil hai bahekta hai 

ye dil to dil hai bahekta hai

phir yaad wo aa gayi, yu bekhudi chhaa gayi

jaan lene laga ye sama

uski pehli nazar kar gayi kya asar

usko dekhu main dekhu jahan

dil ka aawarapan ye ajab si lagan

Explore this song