Roman script

dil jo tumko ho dil jo tumko de diya

dard mol le liya sochti hu baar baar 

haye maine kya kiya ye kya kiya

dil jo tumko de diya 

dard mol le liya sochti hu baar baar 

haye maine kya kiya ye kya kiya

khata yahi hui ke najar tumse mil gayi

itni si baat badhke kahani si ban gayi

kisko bura kahe jo chain khud hi kho diya

sochti hu baar baar 

haye maine kya kiya ye kya kiya

dil jo tumko de diya 

dard mol le liya sochti hu baar baar 

haye maine kya kiya ye kya kiya

pahle to dil lagane ko samjhe the kuch nahi

samjhe the kuch nahi

ab hath mal rahe hai ke dil kho gaya kahi

dil kho gaya kahi

hamne gawaya dil hame dil ne gawa diya

sochti hu baar baar 

haye maine kya kiya ye kya kiya

dil jo tumko de diya 

dard mol le liya sochti hu baar baar 

haye maine kya kiya ye kya kiya

kehna mai dil ka maan ke badnam ho gayi

jitni chupayi preet tumse utni khul gayi

jo kah saki na muh se wo aankho ne keh diya 

sochti hu baar baar 

haye maine kya kiya ye kya kiya

dil jo tumko de diya 

dard mol le liya sochti hu baar baar 

haye maine kya kiya ye kya kiya

Explore this song