Roman script

maine tujhe paake bhi,kyun kho diya hai,

aaj is baat pe dil ro diya 

maine tujhe kabhi na jo diya hai

aaj iss dil ne tujhe de diya

tu tha mera ye na kyun jana

milade milade phir jara

dil jo na kah saka wo kaha hai

tujhse bichad ke kya kya saha hai

maine tujhe paake bhi

kyun kho diya hai,aaj is baat pe dil ro diya hellip;

dil ke sirhane teri,rakhi hain batein saari,

sunti rahti hoon unhe main tanha

har pal teri yaadon ka,hai sapna ab aakhon ka,

tere bina mian kab raha dil jo na kah saka wo kaha hai,

tujhse bichad ke kya kya saha hai

dil jo na kah saka wo kaha hai

tujhse bichad ke kya kya saha hai

maine tujhe paake bhi,

kyun kho diya hai,aaj is baat pe dil ro diya hellip

aaaa hellip;.aaaa hellip aa hellip;aaa

takti rahi main rahein,faila ke apni bahein

tera he chehra dekhe har jagah,

raaton ke khali panne,tadpa hoon mann he mann mei

jeena to mera tha saja hellip

dil jo na kah saka wo kaha hai

tujhse bichad ke kya kya saha hai

dil jo na kah saka wo kaha hai

tujhse bichad ke kya kya saha hai

maine tujhe paake bhi,kyun kho diya hai

aaj is baat pe dil ro diya hellip aaa hellip

dil jo na kah saka hellip

dil jo na kah saka hellip hellip

dil jo na kah saka hellip

dil jo na kah saka hellip hellip

Explore this song