Roman script

dil jo hamara, aahe na bharta 
dil jo hamara, aahe na bharta 
to duniya me koi, mohabbat na karta 
dil jo hamara, aahe na bharta 
dil jo hamara, aahe na bharta 
to duniya me koi, mohabbat na karta 
dil jo hamara, aahe na bharta 
na khushi koi hoti, na aankho me pani 
saza ban gayi hoti, ye zindgani 
na khushi koi hoti, na aankho me pani 
saza ban gayi hoti, ye zindgani 
saza ban gayi hoti, ye zindgani 
bina iske yu hi, jo jivan guzarta 
dil jo hamara, aahe na bharta 
mohabbat ki kimat, lagayi na jaye 
ye saudagaro se, kharidi naa jaye 
mohabbat ki kimat, lagayi na jaye 
ye saudagaro se, kharidi naa jaye 
na mausam agar yu, machalkar ubharata 
dil jo hamara, aahe na bharta 
dil jo hamara, aahe na bharta 
to duniya me koi, mohabbat na karta 
dil jo hamara, aahe na bharta

Song details