Roman script

dil jawaa jawaa, ek naya naya 

ahsaas karna chahta hai 

dil jawaa jawaa, ek naya naya 

ahsaas karna chahta hai 

chain se jine ke liye 

pyar me pyar se marna chata hai 

dil jawaa jawaa, ek naya naya 

ahsaas karna chahta hai 

ho dil jawaa jawaa, ek naya naya 

ahsaas karna chahta hai 

wo ahsaas jiska naam pyar hai 

chadhti jawani ka khumar hai 

aane wali us nayi bahaar ka 

meri gulsita ko intzaar hai 

aane wali us nayi bahaar ka

meri gulsita ko intzaar hai 

husn mera phool ki tarah 

pyar ke kadmo pe bikhrna chahta hai 

dil jawaa jawaa, ek naya naya 

ahsaas karna chahta hai 

ho dil jawaa jawaa, ek naya naya 

ahsaas karna chahta hai 

ho aise dilruba se meri dosti 

likh du jiske naam sari zindgi 

mujhse wo mian uske saath bant lu 

subah shaam raat din ki gam aur khusi 

mujhse wo mian uske saath bant lu 

subah shaam raat din ki gam aur khusi 

wo kaun hai jo daman mera 

kimti khusiyo se bharna chahta 

dil jawaa jawaa, ek naya naya 

ahsaas karna chahta hai 

ho dil jawaa jawaa, ek naya naya 

ahsaas karna chahta hai 

hum ek dusre ko chahe tutke 

na ek pal kabhi juda ho ruth ke 

uska wada ho ki ho meri kasam 

kareeb se na hoke guzre jhuth ke 

uska wada ho ki ho meri kasam 

kareeb se na hoke guzre jhuth ke 

sacche aashiqo ki tarah 

isq imthaan se guzarna chahta hai 

dil jawaa jawaa, ek naya naya 

ahsaas karna chahta hai 

ho dil jawaa jawaa, ek naya naya 

ahsaas karna chahta hai

Explore this song