Roman script

dil hamko dhundhta hain, ham dil ko dhundhte hain 

dil hamko dhundhta hain, ham dil ko dhundhte hain 

manjil ke paas aakar, manjil ko dhundhte hain 

manjil ke paas aakar 

ulfat karo to jane, dil do to ham bhi mane 

ulfat karo to jane, dil do to ham bhi mane 

dil ko liye huye ham, katil ko dhundhte hain 

katil ko dhundhte hain

dil ko liye huye ham

aasan hain pyar karna, kare nibhana muskil 

aasan hain pyar karna, kare nibhana muskil 

muskil se ladne wale, muskil ko dhundhte hain 

muskil se ladne wale 

ulfat hain mauj dariya, jiska nahi kinara 

ulfat hain mauj dariya, jiska nahi kinara 

maujo me ghir gaye hain, shahil ko dhundhte hain

shahil ko dhundhte hain

maujo me ghir gaye hain

is ishq ne khabar hain, kya kya hain gul khilaye 

is ishq ne khabar hain, kya kya hain gul khilaye 

laila ko chahne wale, mehmil ko dhundhte hain 

mehmil ko dhundhte hain 

laila ko chahne waale

Explore this song