Roman script

dil hamaara hua hai kisi ka

pyaar shaayad hai naam isi ka

kaisa aalam hai yeh bekhudi ka

pyaar shaayad hai naam isi ka

dil hamaara hua hai kisi ka

pyaar shaayad hai naam isi ka

kaisa aalam hai yeh bekhudi ka

pyaar shaayad hai naam isi ka

dil hamaara hua hai kisi ka

hum paraaye hue ek mulaakaat me

baat aage badhi baat hi baat me

hum paraaye hue ek mulaakaat me

baat aage badhi baat hi baat me

bekhabar ho gaye jab mili yeh nazar

jaan aur dil pe hua hai yeh kaisa asar

rukh badalne laga zindagi ka

pyaar shaayad hai naam isi ka

dil hamaara hua hai kisi ka

pyaar shaayad hai naam isi ka

dil hamaara hua hai kisi ka

unse jab tak hame yun mohabbat na thi

itni duniya kabhi khoobsurat na thi

unse jab tak hame yun mohabbat na thi

itni duniya kabhi khoobsurat na thi

dil ka aana kahe, dil ka jaana kahe

aisi deewangi ko bhala kya kahe

rang hai har taraf aashiqui ka

pyaar shaayad hai naam isi ka

dil hamaara hua hai kisi ka

pyaar shaayad hai naam isi ka

dil hamaara hua hai kisi ka

dil hamaara hua hai kisi ka

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song