Roman script

dil hai zalim nigaho ka mara

dil hai zalim nigaho ka mara

bechara jiya jiya diya na diya

kya bharosha hai bolo tumhara

kya bharosha hai bolo tumhara

bechara jiya jiya diya na diya

tumse mohabbat hum karte hai

dil ki tamnna dil karta hai tumse mohabbat hum karte hai

dil ki tamnna dil karta hai dur bade na muskil hai 

ab pas aake hi ji bharta hai jane dunia me milna hamara

jane dunia me milna hamara kya bharosha hai bolo tumhara

bechara jiya jiya diya na diya

aaj to hamko tum ji bharke apna najara kar lene do

aaj to hamko tum ji bharke apna najara kar lene do

pal do pal hi armano se dil ka daman bhar lene do

kya khabar nam tune hamara kya khabar nam tune hamara

dobara liya liya liya liya na liya dil hai zalim nigaho ka mara

bechara jiya jiya diya na diya

tum ho suraj hum hai shabnam

tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum

tum ho suraj hai hai shabnam

tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum

aaj tumhare samne aake jitni khushi hai utna hi gum

ye khud jane hamne tumhara ye khud jane hamne tumhara

najar kiya kiya kiya na kiya dil hai zalim nigaho ka mara

bechara jiya jiya diya na diya kya bharosha hai bolo tumhara

bechara jiya jiya diya na diya

Explore this song