Roman script

rup ka kundan badan ki chaandi rup ka kundan badan ki chaandi

liye mai ghumu ban ban dil ki dhadkan ke sang baje 

ghungru ki chhan chhanan chanaan na na na 

ghungru ki chhan chhanan chanaan na na na 

ghungru ki chhan chhanan chanaan na na na 

ho dil hai lutne ko taiyar 

dil hai lutne ko taiyar lutera hona chahiye 

dil hai lutne ko taiyar lutera hona chahiye

dil hai lutne ko taiyar lutera hona chahiye 

nagin kab se dekhe rah nagin kab se dekhe rah

savera hona chahiye

dil hai lutne ko taiyar lutera hona chahiye

dil hai lutne ko taiyar

dil ne kaha bisrayi savariya dil ne kaha bisrayi savaryi 

jiski dhun par nache bavariya 

chhanan chhanan mori payal baje

sanan sanan mora jhugna nache

bekal bekal bhatak rahi hai nagniya bechari

kiske ghar jaiye bedardi ye virha ki mari

ye virha ki mari

kategi kaise sagri re kategi kaise sagri re

basera hona chahiye

dil hai lutne ko taiyar lutera hona chahiye

dil hai lutne ko taiyar

jane na jane koi na jane jane na jane koi na jane 

hum ne to pahchana

bol bedardi kon hai apna kon yaha begana

jan bichha kar aag lagaye ye kaisa mehkhana

sab ko dena ek hi jaisa o raja paimana 

paimana o raja paimana 

na na na na na na na na na

na na na na na na na na na

o teri madira ka ye jal teri madira ka ye jal

ghanera hona chahiye

dil hai lutne ko taiyar lutera hona chahiye

dil hai lutne ko taiyar

apne mahbub se yu aaj mulakat huyi

jiska socha bhi na tha aisi ajab bat huyi 

bekhudi tune bada kam bada kam kiya

hath bichde huye dilbar ne mera tham liya

aaj kuch kam sa gaya dard jigar ka pyare

ye hakikat nahi dhokha hai najar ka pyare

najar ka pyare

o aakhir kab tak kali raat aakhir kab tak kali raat 

savera hona chahia

dil hai lutne ko taiyar lutera hona chahiye

dil hai lutne ko taiyar lutera hona chahiye

nagin kab se dekhe rah savera hona chahia

dil hai lutne ko taiyar lutera hona chahiye

dil hai lutne ko taiyar

Explore this song