Roman script

dil hai hamara jise chaha dil diya

marji humari jise chaha chum liya

kya ho hume duniya ka dar

kya ho hume duniya ka dar ho o

dil hai hamara jise chaha dil diya

marji humari jise chaha chum liya

sara jaha ye puche kahan

lagaya hai dil ho ho

sara jaha ye puche kahan

lagaya hai dil ho ho

kaise kahe kis naujawan

pe aaya hai dil

hum hai jinke diwane

vo hai jaane pahchane

sau baar kah to diya ho o

dil hai hamara jise chaha dil diya

marji humari jise chaha chum liya

unke siwa kisi me wafa jara bhi nahi

unke siwa kisi me wafa jara bhi nahi

sab ki ada me unki ada jara bhi nahi

kaise kaise matwaale ban ke aaye

dilwale unko bhi thukraa diya

dil hai hamara jise chaha dil diya

marji humari jise chaha chum liya

kya ho hume duniya ka dar

kya ho hume duniya ka dar ho o

dil hai hamara jise chaha dil diya

marji humari jise chaha chum liya

Explore this song