Roman script
dil hai diwana tere pyar ka rang bhar de ikrar ka dil hai diwana tere pyar ka rang bhar de ikrar ka he dil ki lagi ko dil mera jane kya hai irada mere yar ka yar ka dil hai diwana tere pyar ka rang bhar de ikrar ka dil hai diwana tere pyar ka rang bhar de ikrar ka he dil ki lagi ko dil mera jane kya hai irada mere yar ka dil ki sadaye jara sunle khwab koi chahat ka bun le dil ki sadaye jara sunle khwab koi chahat ka bun le meri mohabbat tune chuni hai pyar ke moti tu bhi chun le dil hai diwana tere pyar ka rang bhar de ikrar ka puchho jara puchho mere dil se ye pyar hota hai muskil se puchho jara puchho mere dil se ye pyar hota hai muskil se chandani rate wo teri bate pagal kar deti hai kasam se dil hai diwana tere pyar ka rang bhar de ikrar ka dil hai diwana tere pyar ka rang bhar de ikrar ka
Song details
- Singer: Pamela Jain
- Singer: Vinod Rathod
- Film / album: Annarth (2002)
- Composer: Anand Raj Anand
- Lyricist: Dev Kohli
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Sunil Shetty
- Actor: Preeti Jhangiani
- Actor: Ashutosh Rana
- Actor: Tinu Anand
- Actor: Johny Lever
- Actor: Shweta Menon
- Actor: Razzak Khan
Song video
singer: Pamela Jain, Vinod Rathod